Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKaifi Azmi
HomeKaifi Azmi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hmm hmm hmmmm hmmmm main ye soch kar uske dar se utha tha ke wo rok legi mana lege mujhko hawaaon mein lehraata aata tha daaman ke daaman pakad kar bitha legi mujhko kadam aise andaaz se uth rahe the ke aawaaz de kar bulaa legi mujhko magar usne roka na usne manaaya na daaman hi pakada na mujhko bithaaya na aawaaz hi di na waapas bulaaya main aahista aahista badhata hi aaya yahaan tak ke usse judaa ho gaya main yahaan tak ke usse judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main judaa ho gaya main
mann mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru teeno re gaye angna mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o koi jhonka hawa ka aaye mora chori se ghunghat uthaye are o jiya dhak dhak kare ghabraaye kahin chori ye pakadi na jaaye kahan chhipun haye sakhi kahan chhipun haye ki mane na mane na mane na mane na man mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o chhipi baithi thi panghat pe naari lagi dhokhe se mann mein kataari are o piya ji se bulungi haari zara aane to do meri baari suno sakhi pyaari suno sakhi pyaari wo jane na jane na jane na jane mann mora nacha tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru pee more dhaye angana mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache
aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa mana ho tum behad haseen aise bure hum bhi nahin mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin khulta nahin hmm hmm hmm hmm kuchh dilruba hmm hmm hmm hmm tum humse khush ho ya ho khafa tirchhi nazar hmm hmm hmm hmm teekhi ada hmm hmm hmm hmm lagte ho kyun bezaar se dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm aise bure hmm hmm hmm hmm hum bhi nahin uu u u u u u u uu u u u u u u u tum do kadam hmm hmm hmm hmm do saath agar hmm hmm hmm hmm aasaan ho jaaye safar chhodo bhi ye hmm hmm hmm hmm duniyaa ka darr hmm hmm hmm hmm todo na dil inkaar se dekho kabhi to pyaar se darte ho kyun ikraar se mana ho tum hmm hmm hmm hmm behad haseen hmm hmm hmm hmm
aaaa aaa marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai jeeta hai pyaar marke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai marne ka ghum nahin hai kismat jo saath deti uske kadam pe marte kismat jo saath deti uske kadam pe marte uske kadam pe marke kya kya na naaz karte le jaate uske jalwe aankhon mein apni bhar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke ho marne ka ghum nahin hai meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena meri taraf se badhkar laakhon balaayen lena munh dekhna tu uska sau sau duvaayen dena khwaabon ki wo dulhaniya jab aaye saj sanwar ke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye hum naram naram kaliyaan gulshan se chun ke laaye aur saari kaliyaan teri raahon mein hum bichhaaye aur khud chaman se laute aanchal mein kaante bharke kaash aankhen band hoti deedaar yaar karke marne ka ghum nahin hai poori kabhi
mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi yun hi sharmaane ki aadat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo koi bijli hai ke nas nas mein jo lehraati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai mujhe kya jaane kahaan le ke udi jaati hai shokh angdaayi qayaamat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi dil dhadakta hai to chehre pe nikhaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai wo to wo hai mujhe apne pe pyaar aata hai jaisi ab hai meri haalat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi hoooo ooooo ooooo behki behki huyi nazron ka salaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai dil e betaab thehar unka paiyaam aata hai hai jo ab mujh pe inaayat kabhi aisi to na thi kabhi aisi to na thi mast aankhon mein mast aankhon mein sharaarat kabhi aisi to na thi
mast pawan dole re dole re dole re mast pawan dole re dole re dole re mora jiya uda jaaye jaise barkha mein mor lehraaye haaay mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae dole pawan aur odhaniya udaaye dole pawan aur odhaniya udaaye odhaniya sambhaalun to ghunghat uthaaye ghunghat bachaaun to aanchal giraaye dole pawan aur odhaniya udaaye kahaan jaake chhupe haaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae jhonka jo aaye to jiya mora sanke jhonka jo aaye to jiya mora sanke paayal kare shor bichhua bhi chhanke khole na bairi ye bhed kahin mann ke jhonka jo aaye to jiya mora sanke isse koi samjhaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan dole re dole re dole re ae ae ae ae chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi naam unka le le ke bindiya lagaayi kesar mein tori chunriya rangaayi chun chun ke madhuban se kaliyaan main laayi koi pee ka sandesha laaye mora jiya uda jaaye haaye mast pawan
oooo hoooo hooo oooo hoooo hooo hooo hooo hoooo lara lala la lara lala lara lala lara lala lala oooo hoooo hooo hooo oooo hoooo hooo hooo masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka pyaar behltaa nahin behlaane se pyaar behltaa nahin behlaane se lo main chaman ko chala veerane se shamma hai kab se juda parwaane se ashq thamenge nazar mil jaane se dil se milega deewana koi dil kaa aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mil ke wo pehle bahot sharmaayegi mil ke wo pehle bahot sharmaayegi aage badegi magar ruk jaayegi ho ke kareeb kabhi ghabraayegi aur kareeb kabhi kheench aayegi khel nahin hai manaana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka masti mein chhed ke tarana koi dil ka aaj lootayega khazaana koi dil ka mukhde se zulf zara sarkaaunga haaye mukhde se zulf zara sarkaaunga suljhega pyaar uljh
mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon khud ko kho ke tujh ko pa kar kya kya mila kya kahoon teri ho ke jeene main kya aaya maza kya kahoon kaise din hain kaisi raatein kaisi fiza kya kahoon meri ho ke tune mujhko kya kya diya kya kahoon ho o o mere pehlu mein jab tu hai phir main dua kya karoon dil bhi tu hai jaan bhi tu hai tujh pe fida kya karoon mere dil mein tu hi tu hai dil ki dawa kya karoon aa aa aa aa aa o o o o hai ye duniyaan dil ki duniyaan milte rahenge yahaan lootenge hum khushiyaan har pal dukh na sahenge yahaan armaanon ke chanchal taare aise bahenge yahaan ye to sapnon ki zannat hai sab hi kahenge yahaan ye duniyaan mere dil mein basi hai dil se juda kya karoon dil bhi tu hai jaan
mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe roshni le ke andhere se nikalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob tere aanchal mein sitaare hain girebaan mein kiran teri nazron se huyi ishq ki duniya roshan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan dhal gayi geet ke saanche mein dilon ki dhadkan jis mein jalta hoon usi aag mein jalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob chaand se maathe pe mehnat ke paseene ki lakeer jaag uthi jaag uthi hind ki soyi taqdeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer kat ke gir jaayegi pairon pe puraani zanjeer ladkhadayegi kahaan tak ke sambhalna hai tujhe mere mehboob mere saath hi chalna hai tujhe mere mehboob kone kone mein sulagti hai chita tere liye teri dushman hai teri narm ada tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye zehar hi zehar hai duniya ki hawa tere liye
meri aawaaz suno pyaar ka raaz suno meri aawaaz suno maine ek phool jo seene pe sajaa rakhaa tha uske parden mein tumhen dil se lagaa rakha tha tha juda sab se mere ishq ka andaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno zindagi bhar mujhe nafrat si rahi ashkon se mere khwaabon ko tum ashkon mein doobote kyun ho jo meri tarha jiyaa karte hain kab marte hain thak gaya hoon mujhe so lene do rote kyun ho so ke bhi jaagte hi rehten hain jaanbaaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno meri duniyaan mein naa purab hai naa pachham koi saare insaan simat aaye khuli baahon mein kal bhataktaa tha main jinn raahon mein tanha tanha kaafile kitne mile aaj unhi raahon mein aur sab nikle mere humdum o humraaz suno meri aawaaz suno meri aawaaz suno naunihaal aate hai arthi ko kinaare kar lo main jahaan tha inhen jaana hai wahaan se aage aasmaan inka zameen inki zamaana inka hai kai inke jahaan mere jahaan se aage inhen kaliyaan na kaho hain ye chaman saaz suno meri aawaaz suno meri
meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat liye meri duniyaan mein tum aayin tanha tanha khoya khoya dil mein dil ki baat liye kab se yun hi phirta tha main armaan ki baaraat liye meri duniyaan mein tum aayin dhalka aanchal faila kaajal aankhon mein ye raaz liye kaise jaaun sakhiyon mein ab teri ye saugaat liye dhalka aanchal faila kaajal seene ki ye dhadkan sun le naa koi haaye haaye haaye dekhe naa koi naa jaao naa jaao hato hato darr lagta hai suno suno darr lagta hai dil mein kitni kaliyaan mehki kaise kaise phool khile naazuk naazuk meethe meethe honthon ki khairaat liye meri duniyaan mein tum aayin chaand se kaise aankhen milaaun baahon mein aao tumko bataaun bas bhi karo ab naa daro raat hai ye apni paayal chhanke kangna khanke badli jaaye chaal meri manzil manzil chalna hoga haathon mein ab haath liye meri duniyaan mein tum aayin kya kya apne saath liye tann ki chaandi mann kaa sona sapnon waali raat
mile na phool to kaanton se dosti kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega ab aage jo bhi ho anjaam dekha jaayega khuda taraash liya khuda taraash liya aur bandagi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya nazar mili bhi na thi aur unko dekh liya zuban khuli bhi na thi zuban khuli bhi na thi aur baat bhi kar li mile na phool wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wo jinko pyaar hai chandi se ishq sone se wohi kahenge kabhi wohi kahenge kabhi hum ne khudkushi kar li mile na phool to kaanton se dosti kar li isi tarah se basar hum ne zindagi kar li mile na phool
milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai tumhi ko dil ka raaz bataayen tumhi se raaz chhupayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o bhole saathiyaaaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki oye hoye o bhole saathiyaa o bhole saathiyaa dekhi jo shokhi tere pyaar ki aanchal mein bhar li humne saari bahaaren sansaar ki nayi ada se hum itraaye paayi khushi lutaayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai ruthe kabhi kabhi maan gaye ghaaten tumhaari hum jaan gaye haaaaaaa aisi adaayen qurbaan gaye ruthe kabhi kabhi maan gaye tumhen manaaye dil behlaaye kya kya naaz uthayen humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai milo na tum to hum ghabraaye milo to aankh churaaye humen kya ho gaya hai humen kya ho gaya hai o sohne
more naina bahaaye neer more naina bahaaye neer sakhi kaa karun mora jeeyaa naa maane kaa karun mora jeeyaa naa maane naina more naina bahaaye neer palchhin pee ki raah nihaarun palchhin pee ki raah nihaarun saanjh sakaare unko pukaarun bhatkun main jamunaa ke teeeeeeeeeeeer bhatkun main jamunaa ke teeeeeer naina more naina bahaaye neer kaaga jo bole to ankhiyaan phadke kaaga jo bole to ankhiyaan phadke birhaa ki agni aur bhi bhadke jal jal jaaye shareeeeeeeeeeer jal jal jaaye shareeeeeeer naina more naina bahaaye neer aansun bahe jaise nadiyaa ki dhaara nadiyaa ki dhaara mein preetam pyaara ban ke kamal muskaaye bairi bas mein naa aayee jaaun kahaan jaaun kahaan jaaun kahaan mora manvaa huaa adhiiiiiiiiiir manvaa huaa adhiiir naina more naina bahaaye neer sakhi kaa karun mora jeeyaa naa maane kaa karun mora jeeyaa naa maane naina more naina bahaaye neer more naina
na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri na bajai ho baansuri shyam bairi baansuri na bajai ho baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri meethi meethi taan iski dil mein utre is tarha meethi meethi taan iski aaaa aaaa aaaa aaaa aaaa aa meethi meethi taan iski dil mein utre is tarha jaise phere dheere dheere koi gardan par chhuri jaise phere dheere dheere koi gardan par chhuri na bajai ho baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri aag nas nas mein lagaaye dil ki duniya khop de aag nas nas mein lagaaye dil ki duniya khop de chain chheene neend chheene kar ke chhode baanwari chain chheene neend chheene kar ke chhode baanwari na bajai ho baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri na bajai ho baansuri shyam bairi baansuri na bajai ho baansuri na bajai ho na bajai ho shyam bairi baansuri
na rootho humein paas aane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do nahin tum nahin dil deewana hua hai nahin tum nahin dil deewana hua hai tumhein pyaar karte zamaana hua hai zamaana hua hai lagi dil ki lagi dil ki kabhi tum bujhaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi do kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain kahaan ye kahaa hum zyaadaa haseen hain naa dekho ab aise bure bhi nahin hai bure bhi nahin hai nigaahon seee nigaahon se nigaahein milaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane bhi doo jawaan roop ka hum khazaana luta dein jawaan roop ka hum khazaana luta dein tumhaare kadam par zamaana luta dein zamaana luta dein yeh dil kya hai yeh dil kya hai humein dil gawaane bhi do na rootho humein paas aane bhi do chalo hum gunehgaar jaane bhi do jaane
hooo hoooo hoooooo oooo hoooo hoooo hooo hoooo hoooooo oooo oooo oooo oooo hoooo hoooo hoooooo nanha sa panchhi re tu bahot bada pinjra tera nanha sa panchhi re tu bahot bada pinjra tera udna jo chaaha bhi kahaan tujhe udne diya udna jo chaaha bhi kahaan tujhe udne diya le ke tu pinjra ude chale kabhi aisi hawaa panchhi reeeeeeee panchhi re nanha sa panchhi re tu bahot bada pinjra tera hooooo naye tere armaan hain naye tere sapne nayi nayi manzil hain naye naye raste naye tere armaan hain naye tere sapne nayi nayi manzil hain naye naye raste wahaan tujhe udna hai hum jahaan nahin pahunche wahaan tujhe udna hai hum jahaan nahin pahunche panchhi reeeeeeee panchhi re nanha sa panchhi re tu bahot bada pinjra tera nanha sa panchhi re tu bahot bada pinjra tera hooooo bade haseen rishte hain badi haseen duniya yahi tere bandhan hain yahi tera pinjraa bade haseen rishte hain badi haseen duniya yahi tere bandhan hain yahi tera pinjraa khule tere baazu to khule abhi pinjraa
aaaaa aaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa o beqaraar dil o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil aaaaaa aaaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa mili chaman ko bahaar hansi phool ko mili mili chaman ko bahaar hansi phool ko mili geet koyal ko mile aur maine paayi khaamoshi mujhe baansuri naa de koi raagni naa de o beqaraar dil ho chuka hai mujhko aasuon se pyaar mujhe tu khushi naa de nayi zindagi naa de o beqaraar dil haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa haaaa haaaa haaaa aaaaaaaa aaye ghata ghir ke ghata chhaye aur pyaasi kali ghum ki jali taras taras jaaye aaye ghata ghir ke ghata chhaye aur pyaasi kali ghum ki jali taras taras jaaye rahe sadaa jo mera wahi meri zindagi rahe sadaa jo mera wahi meri zindagi hai roz andhera aur chaar din ki chandani
peetal ki mori gaagari diladi se mol mangai re paon mein ghunghru baandh ke ab paniya bharan hum jaayi re payaliya bole chhumak chhumak badali hai chaal chunari sarake idhar udhar besharmi dekh badnaami hogi gaon mein chunari kahin jo tune ganwayi re san san san san jeeya kare jab gagari doobe paani mein apna mukhda naya lage hum jab jab hoo hum jab jab gaalon pe laali aa gayi haye kisne ye aag lagayi re ik din aisa bhi tha paani tha gaon mein paani tha gaon mein laate the gagari bhar ke taaron ki chhaon mein taaron ki chhaon mein kahan se paani layen kahan ye pyaas bujhayen jal jal ke bairi dhoop mein sanwalahya rang duhayi re peetal ki meri gaagari diladi se mol mangai re peetal ki meri gaagari diladi se mol mangai re peetal ki meri gaagari
are waah maalik tera jawaab nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai khilti hain kaliyan mujhe kya hanste hai naadan mujhe kya rota hai insaan mujhe kya duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai phoolon ko murjhate dekha bhanwaro ko udd jaate dekha khud ko na sharmaate dekha duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai de deke teri duhayi khaate hain mehnat paraai karte hain bande khudaayi duniya ke maalik o duniya ke maalik ye duniya are teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai kaanton ka ghum bhi yahin hai duniya ke maalik ye duniya teri hai meri nahin hai phoolon se rangeen zameen hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Main Ye Soch Kar Uske Haqeeqat (1964) 03:37 11842
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sudheer
Duration : 03:37   Song Number : 11842   

Man Mora Nache Do Dil (1965) 05:20 38206
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 05:20   Song Number : 38206   

Mana Ho Tum Toote Khilone (1978) 05:59 20839
 
Poster of Toote Khilone (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
K J Yesudas
On Screen Actors- 
Shekhar Kapoor, Shabana Azmi
Duration : 05:59   Song Number : 20839   

Marne Ka Ghum Deedar-E-Yaar (1982) 06:51 41014
 
Poster of Deedar-E-Yaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 06:51   Song Number : 41014   

Mast Aankhon Mein Shama (1961) 03:27 14223
 
Poster of Shama (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Ghulam Mohammad
Singer- 
Suraiya
On Screen Actors- 
Suraiya
Duration : 03:27   Song Number : 14223   

Mast Pawan Dole Re Bawarchi (1972) 04:51 41015
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:51   Song Number : 41015   

Masti Mein Chhed Ke Haqeeqat (1964) 04:24 13316
 
Poster of Haqeeqat (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Vijay Anand
Duration : 04:24   Song Number : 13316   

Mere Dil Mein Tu Hi Tu Hai Bhavna (1984) 05:31 12910
 
Poster of Bhavna (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Mark Juber
Duration : 05:31   Song Number : 12910   

Mere Mehboob Mere Saath Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962) 04:13 18950
 
Poster of Gyarah Hazaar Ladkiyan (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
N Dutta
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 04:13   Song Number : 18950   

Meri Awaz Suno Naunihal (1967) 06:50 20939
 
Poster of Naunihal (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 06:50   Song Number : 20939   

Meri Duniyaan Mein Heer Raanjha (1970) 05:02 13327
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:02   Song Number : 13327   

Mile Na Phool Anokhi Raat (1968) 03:25 12713
 
Poster of Anokhi Raat (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Parikshit Sahni
Raag- 
Yaman
Duration : 03:25   Song Number : 12713   

Milo Na Tum To Heer Raanjha (1970) 04:57 20967
 
Poster of Heer Raanjha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar, Indrani Mukharji
Duration : 04:57   Song Number : 20967   

More Naina Bahaye Neer Bawarchi (1972) 05:01 12862
 
Poster of Bawarchi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Raag- 
Malhar
Duration : 05:01   Song Number : 12862   

Na Bajaiho Shyam Bairi Bansuri Alor Pipasa (1965) 04:47 37152
 
Poster of Alor Pipasa (1965)
 
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemanta Mukherjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sandhya Roy
Duration : 04:47   Song Number : 37152   

Na Rootho Saaz Aur Sanam (1971) 03:26 40357
 
Poster of Saaz Aur Sanam (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha, Premendra
Duration : 03:26   Song Number : 40357   

Nanha Sa Panchhi Re Toote Khilone (1978) 04:49 18788
 
Poster of Toote Khilone (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Utpal Dutt
Duration : 04:49   Song Number : 18788   

O Beqaraar Dil Kohraa (1964) 04:26 21043
 
Poster of Kohraa (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Raag- 
Bhimpalasi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:26   Song Number : 21043   

Peetal Ki Mori Gagri Do Boond Pani (1971) 04:53 32082
 
Poster of Do Boond Pani (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Parveen Sultana
On Screen Actors- 
Simi Garewal
Duration : 04:53   Song Number : 32082   

Phoolon Se Rangeen Nakli Nawab (1962) 03:19 12410
 
Poster of Nakli Nawab (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Babul
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Manoj Kumar
Duration : 03:19   Song Number : 12410   
Karaoke Songs of Kaifi Azmi, Sad Songs of Kaifi Azmi, Love Songs of Kaifi Azmi, Dance Songs of Kaifi Azmi, Hip-hop songs of Kaifi Azmi, Best songs of Kaifi Azmi, Super hit songs of Kaifi Azmi, hit songs of Kaifi Azmi, duet songs of Kaifi Azmi, solo songs of Kaifi Azmi, old songs of Kaifi Azmi, famous songs of Kaifi Azmi, Hindi Karaoke Songs of Kaifi Azmi, Hindi Sad Songs of Kaifi Azmi, Hindi Love Songs of Kaifi Azmi, Hindi Dance Songs of Kaifi Azmi, Hindi Hip-hop songs of Kaifi Azmi, best Hindi songs of Kaifi Azmi, super hit Hindi songs of Kaifi Azmi, hit Hindi songs of Kaifi Azmi, duet Hindi songs of Kaifi Azmi, solo Hindi songs of Kaifi Azmi, old Hindi songs of Kaifi Azmi, famous Hindi songs of Kaifi Azmi, Sing Along Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Sad Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Love Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Dance Songs of Kaifi Azmi, Sing Along Hip-hop songs of Kaifi Azmi, Sing Along Best songs of Kaifi Azmi, Sing Along Super hit songs of Kaifi Azmi, Sing Along hit songs of Kaifi Azmi, Sing Along duet songs of Kaifi Azmi, Sing Along solo songs of Kaifi Azmi, Sing Along old songs of Kaifi Azmi, Sing Along famous songs of Kaifi Azmi